Tuesday, March 31, 2009

Kaise muze tum mil gayi! ;)

Today looking at the train and listening the song Kaise muze tum mil gayi, I remembered my college days when I used to travel everyday by local train in a large crowd. So whenever I would get seat, I used to feel like achieving something great. :D
I imagined getting the seat in train while listening the song. :D:D


kaise mujhe tum mil gayeen
kismat pe aaye na yaqeen
najar aayee train mein
jaise chaand utarta hai kabhi
hawley hawley
dheerey se
gungunati dhoop ki tarah se
tarannum mein tum
chhookey mujhe
guzri ho yun
dekhoon tumhe
sapne boonoo
tum ho sukoon
tum ho junoo
kyun pehle na
aayeen tum
kaise mujhe tum mil gayeen
kismat pe aaye na yaqeen

main to ye sochta tha
ki aaj kal
uppar wale ko fursat nahi
phir bhi
tumhe muze deke woh
meri nazar mein chadh gaya
rutbe mein woh
aur badh gaya
(imagine next part is sung by the Seat :D)
aa… aa… aa…
aa… aa… aa…
badley raaste, station aur patri
badley announcer ki tim tim

chhedhe zindagi dhoon koi nayi
badley barkha ki rimjhim
badlengi rituen ada
par main rahoongi sada
usi tarah
teri baahon mein baahein daalke
tera station
aane tak

aa… aa… aa…
aa… aa… aa…
zindagi sitar ho gayee
rim jhim malhar ho gayee
mujhe aata nahi
kismat pe apne yaqeen
kaise mujhko mil gayee tum!!


Leave the page immediately. Otherwise you will have to kill me. :P